Rahat Fateh Ali Khan Teri Aankho Ke Dariya Ka Lyrics in Hindi / English Sung By Rahat Fateh Ali Khan The Song Is Written By Rahat Fateh Ali Khan Composed By Rahat Fateh Ali Khan|
Song: Zaroori Tha
![]() |
Rahat Fateh Ali Khan Teri Aankho Ke Dariya Ka Lyrics in Hindi Song Details: |
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Rahat Fateh Ali Khan
Music: Rahat Fateh Ali Khan
Starring: Gauhar Khan' Kushal Tandon' Rahat Fateh Ali Khan
Label: Rahat Fateh Ali Khan
Rahat Fateh Ali Khan Teri Aankho Ke Dariya Ka Lyrics in Hindi
लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे
तूने जब आखरी खत मेरा जलाया होगा
तने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था के हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था...
बताओ याद है तुमको औ जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने खुदा का घर बनाया था
औ जब कहते थे मेरा नाम तुम तसवी में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को कज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है औ बातें थी महज़ बातें
कहीं बातों ही बातों में मुकरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था....
वही है सुरते अपनी वही मैं हूँ वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूँ मैं मगर तुम भी कहीं गुम हो
मोहब्बत में दगा की थी सो काफिर थे सो काफिर हैं
मिली है मंज़िलें फिर भी मुसाफिर थे मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकले हम कहाँ भटके कहाँ पहुंचे
मगर भटके तो याद आया भटकना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था के हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था....
Rahat Fateh Ali Khan Teri Aankho Ke Dariya Ka Lyrics in English
Lafj kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga
Tune jab fhool kitabon se nikale honge
Dene wala bhi tujhe yaad to aaya hoga
Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e arzoo karte
Magar fir arzoo'on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankho ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Batao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churay cheez ko tumne
Khuda ka ghar bnaya tha
Woh jab kahte the mera naam
Tum tasbeeh me padhte ho
Mohabbat ki namazo ko
kaza Karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai
Woh baten thi mehez baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankho e dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Wahin hai sooratein apni
Wahin mai hoon wahin tum ho
Magar khoya hua hoon main
Magar tum bhi kahin gumm ho
Mohabbat mein daga ki thi
Jo kafir the so kafir hain
Mili hain manzilen fhir bhi
Musafir the musafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kaha bhatke kaha pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono
Tawaef-e aarzo karte
Magar fir aarzoo'on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankho ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha...
Reed Also Letest post
0 Comments